Skip to main content

AH WAh JAIPUR.

AH WAh JAIPUR...
Woh GT Bazzar ka sama, woh saras parlour ki kulfi,
Woh milky way ke shake, Wah usme thi kuch baat.
Woh rawat sweet ki mithai, woh McD ka Burger,
Woh Chabra ki Dal Frie aur gulnar ka juice.
Woh Nahargarh ka saffer, woh clarks ki hawa,
Woh Ram NIwas bagh ki raunak aur jalmahal ka sama.
Woh January ki kadake ki sardi, woh baarishon ke mahiney,
Woh garmi ke din, jab chhutate they paseeney.
Woh holi ki masti, woh doston ki toli,
Woh diwali ke patakhe aur janmashtmi ki roli

Woh Shaher ki galiyan, woh kanodia ki kudiyan.
Woh Rajmandir ki gallery aur woh EP ka sound,
Woh jaipur ki life aur woh school ki Zindagi,
Woh birla ki kudiyan aur unki jodiyan,
Humne bhi bas dekhe hi they wo saare khel.
Wo Rat ko Chai peene station tak jaana,
wo highway ke dhabe, Wo chaurahe, wo Railway station.........

Itna sab keh diya par dil kehta hai aur bhi kuch kahoon

Wo shehar hain mera apna, jiska naam hai JAIPUR

i m friendly ,cooooooool, simple.....n believe in god
I BELIEVE THAT MOUNTAINS CAN BE LEAPT,I BELIEVE THAT OCEANS HAVE SECRETS,HIDDEN N KEPT.
I BELIEVE IN THE POWER OF LOVE ,I BELIEVE IN THE ALMIGHTLY ABOVE .
TO BELIEVE IN ALL THESE ,I BELIEVE IN MYSELF FIRST........

In Happy moment
"Don't Forget me"
In Difficult moment
"trust me"
In Quiet moment
"call me"
In Painful moment
"tell me"
&
In Free moment
"miss me"
jitender singh
location: jaipur
Rajasthan
India

Comments

Popular posts from this blog

A conversation between a soldier and software engineer !!!

A conversation between a soldier and software engineer in Shatabdi Train. Mr. Vivek Pradhan was not a happy man. He was the project manager and still not entitled to air travel. It was not the prestige he sought, he had tried to reason with the admin person, it was the savings in time. He opened his case and took out the laptop, determined to put the time to some good use. 'Are you from the software industry sir,' the man beside him was staring appreciatively at the laptop. Vivek glanced briefly and mumbled in affirmation, handling the laptop now with exaggerated care and importance as if it were an expensive car. 'You people have brought so much advancement to the country, Sir. Today everything is getting computerized. 'Thanks,' smiled Vivek, turning around to give the man a look. He always found it difficult to resist appreciation. 'You people always amaze me,' the man continued, 'You sit in an office...

Jaayen to jaayen kahaan???????

jaayen to jaayen kahaan? Bahaaron mein patjhad ke saaye hain, Nazaaron pe andhere se chhaaye hain, Foolon ke daaman mein kaante hain, Baagon mein faile sannate hain, Koyal ki kook anjaani hai, Hansi ki aankhon mein paani hai, Khushnuma jhokon mein mehek nahi, Aasman mein panchhiyon ki chehek nahi, Khayalon ki koi zanjaarein nahi, Khwaabon si koi taqdeerein nahi, Dil ki dhadkanon mein sirf aahein hain, Galat manzilo pe jaati hui raahein hain, Naakhuda bina ek kashti hai, Khaaq me mili ek hasti hai, Naakamyaab si kai koshishein hain, Bholepan mein chhupi saazishein hain, Hum is chhal bhari duniya mein, Jaayen to jaayen kahaan???????